मेरे चेहरे की झुर्रिया बता रही
उसकी यादे मुझे सता रही है
मुझसे प्यार है कह के मेरी तस्वीर छीन ली
और आज माला चढ़ा रही है
शुरू से चाले चलने में माहिर थी
आज फिर कदम-ऐ-बेवफाई बढ़ा रही है
कल तक मेरी तस्वीर उसकी दीवारों पे थी
आज उसकी ही औलादे हटा रही है....
प्रभात कुमार भारद्वाज"परवाना"
2 टिप्पणियां:
Shyako Sabak:- ye sher Prwana Kumar ki kitab se akhaj ki gyee hain, aur iss sher ke shayar mashhor patrkar P.K. Bhardwaj ji hain,
Matalab:- iss sher me shayar ka dil tut chuka hai aur wo apne mahboob ke bewafai aur dunia se jane ke bad iss dunia ke logon dawara kya kya badslooki ki jati hai iss ke bare me byan kiya gya hai, shayar kahta hai ki us ka mahboob to pahale uss se iss kadar muhabbat karta tha ki uss ki tasveer leker sota tha aur lekin aj budhape me uski jhooriyan byan karti hain ki ab wo shayar ko bhool chuka hai, aur shayar bhi iss dunia se ja chuka hai, aur ab uska bodha mahboob uski tasveer per phool chadhata hai aur shayar ke nalayad aulad to itane berukhe nikale hain ki wo iss faishan ke jamane me shayar ki tasveer ko hi apne ghar ki diwal se hata dena chahte hain.............
Sikh. Kahne ka matlab ye hai ki ye dunia fani hai, yahaper per pyar umar ke sath sath dhalta jata hai aur log bhi app ki izzat karna chhor dete hain aur app ke marne ke bad to app ka namo nisha bhi iss dunia se mita dete hain...........
KABHI TO KISIKO DEKHO PYAR BHARE NAJRON MEIN , KABHI TO ILZAM DENE SE BAZ AYA KARO, KAISE BATAYE KOI TASVEER DIL MEIN BAS GAYA HAI YARO.
touchy complains....
एक टिप्पणी भेजें